Hello AkmemonTech Me Apka Swagat He.Aj Hum Baat karege vivo Ke bare Me.Abhi Ka jamana kya ho gaya he Ki Daily Ek New Smartphone Launch Hota He.Pehle Smartphone Launch Hote To uski Andar Ram Or Proccer Or Storage Compition Hoti Thi.Lekin Ab Jamana Selfi Ka Agaya He.to Ab Selfi Feature Ke sath Launch Hota He.Abhi Thode Din Pehle Xiomi Ne Bhi selfi Camera Ke Sath Redmi y1 Launch Kiya Tha.Ab Vivo Ne Launch Kiya Vivo Y79 With 24 Megapixel Selfi Camera Ke sath,Ab Jaan Lete He Vivo Ke Bare Me. Nokia 5 With 3 GB RAM Variant Launched
Chini Smartphone manufacturing company Vivo Ne Apne Chini Market Me Apni Nai seris Vivo Y79 Launch Kiya He.Or Ye Dikhne Me Septembar Me Jo Vivo V7+ India Me Launch Kiya Tha.Uske Jesa Hi Dikhta He Ye Smartphone.Apne Chini Market Me Ye Model Ki Price 2498 chini yuan He.(INR 24500 nearby) Me Launch Kiya Gaya HE.
Is Phone Ke Main Feature ki baat Kareto vivo Y79 Me 18:9 Acept Ratio Wala Full View Display He.Iske Alava is Phone Me 24 Megapixel With f 2.0Aprcher Wala Camera He.Selfi Sensor Ke Sath Lighting Me ache Image Ke Liye Monnlight flash Diya Gaya He.Ye smartphone Indian Markeet Me Ayega Ya nahi Iske bare Me Koi Notification nahi Ayi He.
Vivo Y79 Ki design Metal Body Ke Sath He.Isme 5.99 Inch Ka Hd Display He.Jisme Ap(1440*720) Resolution Ki Video Le Sakte He.Is Device Me 2 GHz Qualcome Snapdragon 625 Proccer He Or Uske Sath 4GB Ram Bhi He.Inbuilt Storage 64 GB He.Vivo Y79 Out Box Android 7.1 Naught Pr Funtouch Os Par Kam Karega.
Ye Phone Special Selfi Diwano ke Lye Bana He.Jisme Apko 16 Mega Pixel Ka Rear Camera Milega.OR Camera Ke Sensor Bhi Apertcher f/2.0 Hi He.Is Device Ki Battery 3325 mAh Ki He.Connectivty Feature Me 4G VolTe,Wifi ,Bluethooth Or Dual Sim Support Mobile He.Or Uske Colour Black,rose Gold,Matt Black,Shaprn Gold Me available Hoga.
Hello, Friend Mere site Ak Memon Tech Me Apka Fir Se Swagat Aj Me Apko… Read More
Aaj me Apko batane ja raha Hu blogging ke Related post in seo Ke Bare… Read More
Aaj Me Apko Batane Ja Raha Hu Backlink Ke Bare Me.Backlink Ek Seo Ka Part… Read More
hello, Friend Welcome Again. Today I Am Sharing Gaming Point. India Most popular Game PUBG… Read More
Internet Online Paise Kaise Kamaye (इन्टरनेट से घर बैठे ऑनलाइन पैसे कैसे कमाए?) "Online Paise… Read More
Best Android Phones Under 15000 (2020). The best smartphones under Rs 15,000 can easily give… Read More
This website uses cookies.